Kya gunah kiya

Jo teri aarzoo ki maine toh kya gunah kiya Jo tujhko chaha maine toh kya gunah kiya Aaj bhi doob jata hai ashkon mein ye dil Jo tujhko apna maana…

Tera Aana

Yun jo roz sapnon mein aate ho Kabhi saamne bhi aa jaya karo Teri yadon mein gujarte hain din mere Kabhi toh haqiqat mein muskuraya karo Chahat nahi ki cheen…

Bhramm

Tootne na doonga main bhram ko tere Tu aaj bhi hai meri aur hum hain tere Vadaa hai Mera phir Kabhi saamne na aaunga Aa bhi gaya toh tujhse nazren…

Jindgi

Jindgi bahut jatan kiye tujhko paane ke liye Kabhi Khud ke liye toh kabhi jamane ke liye Par Tu hath na aayi, phisalti hi rahi Lamha lamha bankar chalti hi…

Phir na aana

Jao maaf Kiya maine tumko .. Phir laut kar na aana tum Jo tod Diya Hai Tumne wada Isko na dohrana tum Yun toh tere jaane Ka gamm bahut hai…

Yu hi

Gujre waqt ko yaad na Kar Apni tanhaahiyon ko aur tanha na kar Waqt hi toh hai, gujar jayega Aansuon ko apne, tu itna aam na kar. ______________________________ Dekh teri…

Shayari..

Kya khoob jindgi banai hai unhone mohabbat ki mere bagair Kya khoob jindgi banai hai unhone mohabbat ki mere bagair Ek hum hain, Ek hum hain jo aaj bhi ji…

Khushi

Tere aankhon ke jugnoo, aaj bhi chamakte hain meri aankhon mein Tere wo an-kahe shabd, aaj bhi goonjte hain mere kanon mein Yaad aata hai tera machal jana, aur karna…

Aankhein

Uski aankhein gili aur meri aankhein namm thi Wo mere paas baithi the aur main kuch kar na saka. Uski masoom aankhon ne mujhe dekha, shayad keh rahi thi "Main…

Toot hi gaya toh kya

Jo tha mere sapno ka mahal Wo aaj toot hi gaya toh kya, Chal rahi hai hawa aaj bhi madmast Nikal raha hai sooraj aaj bhi muskurata, Chahak rahe hain…